Saturday, April 11, 2009

Positive Shaayari Time

Youn muh na phira hum se kuch karo batein
Bilkul jaise as in Broke back mounteyn
Aye Zalim zamana tune yeh kya kar diya
Beech main humein kyun bitha diya
Daye taraf mooh phiraye baitha hai mera pyaar
To baye taraf hain uske cousin biwi ka yaar
Dekh zalim ne humpe kaise rustam jaise nazar lagai
Agar sab peeche baithe to kaun chalaega gadi e-hyundai?
Humein koyi nahi rok sakta
na gormand na daroga e polis
hum jaa rahein hain khelne aajka
Kaun banege yaar of Margolis




Dosti acchi ho to rang lag jati hai
Saudi jaisi ho to umang lag jati hai
Chini Jaisi ho to salwar me daag lag jati hai
Aur Amirkhan jaisi ho to gun mein aag lag jati hain

No comments: