Sunday, April 5, 2009

Another boem py my coujjin-cum-grandphader

Rearguarding Chacha Rahim cutting the bum...
Chacha ne kiya khatna-e-bum,
To bum mein aa gaya itna dum,
Lekar chale hum,
jihad ka bharnay dum,
patloon ki jeb mein hi phat gaya bum,
doctor bola, aapke hain do golay kum,
ab beta jao, piyo cola zam-zam.



Rearguarding hij own intro-duction:

Woh poochte haiN ki 'Baqr' kaun hai...
Woh poochte haiN ki 'Baqr' kaun hai...
Ab kya kahen hum, ki hum to moun haiN

( moun = kufr yindi phor "khamosh")

Kafir jisay bakri kaheN,
Momin kaheN Maulana,
Samajh main nahi aaya?
To beta, kal aana.

Chahe ho saggu ka tabela,
Ya vamanullah ka kona,
Gaur se dekho to har jagah,
Ek Baqr milega albela.

Ho Dilbu ka vijja mobile,
Ya nayakuddin ki cave,
Baqr ij alwayj there.
Whether yu rant or rave.

Do naat confuje me with archanullah,
To Kanada who haj moved,
He ij my fifth coujjin,
onlee thrice removed.

Naya mujahids learn to resbect him,
Coz he saves yu phrom bredator djinn.

Ummeed hai itna introduksion kaafi hai,
Koi bhool hui ho to ilteja-e-maafi hai.

Salam.

Baqr

1 comment:

Mullah Aalloak-uz-amman bin Ghazi said...

bahut bahut shukriya for sharing your tareef and pringing your tashreef to the Plog ...

Blij to bost more garam-garam boetry.

Salaams.