Wednesday, April 1, 2009

On the Nature of Pooch

Pirather Mullahs.

Thij ij a skaalurly bost apout "pooch". Blij to exblain to the faithfool on Fridin.

----------------
Mirza Asadullah Baig Khan "Ghaalib" had said:

mat pooch ki kyaa haal hai meraa terae peechae
tu dekh ki kyaa rang hai teraa merae aagae


Then there ij all-time pasand phrom halaal phillum "Mirza Ghalib":

Dil-e-naadaan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawaa kya hai

Main bhi muh mein zubaan rakhataa hoon
Kaash poochho ki mudda kya hai


It ij clear what ij bad pooch and what ij good pooch.

----------------
Now Ghulaam Ali sang this ghazal which is an eggjample of eggcessive pooch:

baat nikalegi to bahaut door talak jaayegi
log bewazha udaasi ka sabab poochhenge
yeh bhi poochhenge ki tum itni pareshan kyun ho


It ij clear that pooch should not be be-hisaab too much pooch.

----------------
Our peloved boet Allama Iqbal had said this:

kharadmandon seh kya poocho ke meri ibtada kya hai
ke mein is fiqr mein rehta hoon, meri intehaa kya hai


He continuej to boint out the most important pooch a mullah can make:

khudi ko kar buland itna ki har taqdeer sae pehlae
khuda bandae se khud poochae, bataa teri razaa kya hai


----------------
Of courj, thij nacheez ij nothing, but here ij my contripution:

ai arzoo kae dhundhalae khwaabon jawaab do
phir kis ki yaad aaee thi Mullah-e-Blog ko

tujh ko khabar nahin magar Khushboo sae pooch lae
barbaad kar diyaa terae do din kae pyaar nae


----------------

Blij issue Fatwa on haraam pooch and encouraj halaal pooch.

Adab arz hain, Mullah Pirathers.

No comments: