Monday, April 6, 2009

Spirit of Bakistan

Ghar se Ghoome nikle they
Dil mein kuch armaan they
Tabhi Pet mein kuch Dard -e-Khas hua

Ek Tafaf Hindustan tha
Lekin pehre pe BSF ka Jawaan tha
To dusri Taraf Shamshaan tha
Samne hi ek Pakistan tha
Humne socha shaayad Allah hum pe Meharbaan tha

Kisne Banaya hain
Kisne Banaya hain yeh Bakistan
Saala Lota to tha lekin
Dariyaa to Hindustan mein tha
Shukar tha Allah ka hamare paas
Jhanda e Pakistan to tha

1 comment:

Al-Baqr said...

Salam! wah! wah!
Iph yu rememper my bost apout Jhanda Bakistani, some moons ago...

Haath mein meray aaj hai, yeh jhanda bakistani
Aao sunau tumhe main iski aaj kahani.

Saitalees mein mila yeh humko, fazl-e-Allah se,
Pala badha phir yeh, baksheesh-e-Amreeka se,

Adtalees mein humne kuch aisa kiya kaam,
Jo azad tha kashmeer, usko diya sachha Islam.
Kambakht Hindu they woh, jo beech mein aa gaye
Varna pooray kashmeer mein hota yeh jhanda bakistani.

Paisath mein humnay phir baazi maari,
Hinduon ko nahi di, go gaz zamin hamari,
Unki goliyo ko moda, Allah ke karam nay,
Unke tanks ko haraaya, green Islami Jinnon nay.

Ekhattar mein humnay bangal ko hilaya,
Nabbe Hazar auraton ko, kaala burqa pehnaya,
Kaafir Mukti Bahini, ne phir bigadi kahani,
Bangladesh se mit gaya, yeh jhanda bakistani.

Ninyanbe mein humnay to kar diya kamaal,
Downhill skiing main banay kuch naye record.
Kaafir Hindu phir bhi jeet nahi paaye,
Aur humne apni regiment ko, uske 72 dilwaaye.

Aaj hamare andar hai danda AmirKhani,
Unkil Hu bhi aate hain, par unki kya kahani,
FATA mein bhi ab nahi, yeh jhanda bakistani,
Baloch hamee ko de rahay hain danda balochistani.


GUBO hamara kaam hai, khushboo hamari rani,
Mullah archan kah gaye, hum hain bakistani.