Saturday, August 2, 2008

Ai Merae Bichadae Benis

Mullah Brazzakh haj moved the dhagaas of my dil. I
remember the dhagaa known simply as Benis. Pesh hai:


is tarah sataayaa hai pareshaan kiyaa hai
goyaa ki muhabbat nahin ehasaan kiyaa hai

sochaa thaa ki tum doosaron jaisee nahin hogee
tum ne bhi wahi kaam meri jaan kiyaa hai

mushkil thaa bahuut merae liyae ban-e-Benis
ye kaam bhi tum ne meraa aasaan kiyaa hai

har roz sajaatae hain teri hijr mein goonchae
aankhon ko teri yaad mein guldaan kiyaa hai



Adab arz hain miyan log.

1 comment:

al brazzakh said...

Wah wah and adab arz, miyan Mullah Aalloak, may i add a do line to your heart moving one.


na kufr-e-jalimon ki baaton ne

na mimiyaati choti-ayeshaaon ki laatonn ne

na hi paanch ayeshaaon ki bichdi mulaakaton ne,

miyaaon ko hairaan kiya hai to dard -e benis se bhari raaton ne