NSN has a mandate for tight and fair reporting of the positive happenings in the land of pure. NSN strives also to promote the pure language of Pingrezi. Pingrezi is the glorious pure angrezi (english to you phoreigners) spoken in Bakistan.
Tuesday, July 15, 2008
Yaadey
arj kiya hai
Kargil ke din yaad aa gaye yaad ker ke husn ke tevar teej ho gaye dhamaka sun ke itne dheele hoo gaye ki mussarf peele ho gaye
Har marz ki dawa ho Yeh koi zaroori nahi Har sawal ka zawab ho Yeh to zaroori nahi Har patloon-e-peela kyon hua ka zawab ho Yeh bhi koi zaroori nahi Smajhane waley mil jaye varna zindagi bekar hi nahi
4 comments:
Suphanallah miyan Gadhe-nan-Khan!!!
Jaundice-E-Musharraph ka ilaaj kya hai?
Jaundice-E-Musharraph ka ilaaj kya hai?
Mijjile-E-Unkle ne yeh kiya kya hai..
Bith abologies phrom Mirza Asadullah Khan Ghalin (bpuh).
(Dil-E-Nada tujhe hua kya hai?
Aakhir is dar ki dawa kya hai..)
Shukriyas mulla al-baqr
Har marz ki dawa ho
Yeh koi zaroori nahi
Har sawal ka zawab ho
Yeh to zaroori nahi
Har patloon-e-peela kyon hua ka zawab ho
Yeh bhi koi zaroori nahi
Smajhane waley mil jaye
varna zindagi bekar hi nahi
pesh hai:
pooch-e-al-baqr ka koi jawaab nahin
jaise rukh-e-baqri pe koi naqab nahin
Al-Okullah
Har pardey mey ik raaj hota hai
Har baat ko batane ka ik andaaz hota hai
Jab tak dhamaka na pade patakha ki
Har kissi ko aone Pardey par naaz hota hai
Post a Comment