Tuesday, July 15, 2008

Yaadey

arj kiya hai

Kargil ke din yaad aa gaye
yaad ker ke husn ke tevar teej ho gaye
dhamaka sun ke itne dheele hoo gaye
ki mussarf peele ho gaye

4 comments:

Al-Baqr said...

Suphanallah miyan Gadhe-nan-Khan!!!

Jaundice-E-Musharraph ka ilaaj kya hai?
Jaundice-E-Musharraph ka ilaaj kya hai?
Mijjile-E-Unkle ne yeh kiya kya hai..

Bith abologies phrom Mirza Asadullah Khan Ghalin (bpuh).
(Dil-E-Nada tujhe hua kya hai?
Aakhir is dar ki dawa kya hai..)

Abdul Salim Gadhan Khan said...

Shukriyas mulla al-baqr

Har marz ki dawa ho
Yeh koi zaroori nahi
Har sawal ka zawab ho
Yeh to zaroori nahi
Har patloon-e-peela kyon hua ka zawab ho
Yeh bhi koi zaroori nahi
Smajhane waley mil jaye
varna zindagi bekar hi nahi

Mullah Aalloak-uz-amman bin Ghazi said...

pesh hai:

pooch-e-al-baqr ka koi jawaab nahin
jaise rukh-e-baqri pe koi naqab nahin

Al-Okullah

Abdul Salim Gadhan Khan said...

Har pardey mey ik raaj hota hai
Har baat ko batane ka ik andaaz hota hai
Jab tak dhamaka na pade patakha ki
Har kissi ko aone Pardey par naaz hota hai