Tuesday, April 7, 2009

A call to wayward Mullahs at *** Rakshak

In Hi Patharon Pe Chal Ke, Aaa Sako To Aao
Hamaare Ghar Ke Raste Koi Kahkashan Nahi
Sacchayee Chup Nahi Sakti, Banawti Usulon Se
Khushbu Aa Nahi Sakti,Predator ke Bhoolon Se
Nahin lag sakta kabhi Benis main taala
Ek nahin..do nahin...Saara shahar sussu karne waala
Dhoondhta Phirthe ho tum Mullah ko dene Shahadat Uski
Dekh kar Nayakuddin ka Jigar Adminullah ki Langot Phisli
Aapki aur hamari nazar ka na kabhi bair ho
Lo raah main takra gaye, allah khair ho
Galat nahi ke zamane main lajawaab hain hum
Samajh sake na koi, woh kitaab hai hum
Ek Mullah ko Ban kiya aapne Saahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar aap Se hamari Dushmani Rahi
Tere Aazad Bande Ki, Na Yeh Duniya Na Woh Duniya
Yahan Jeene Ki Pabandi, Wahan Marne Ki Pabandi
Aakhir Benis mein kyun yeh nasbandi?
Tu Aatish-E-Dozakh Se Darata Hai Jin hain
Woh Aag Ko Pee Jate Hain Paani Kar Ke
Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni
Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
Ek tha Mullah jiska Bangalore me shor tha
Jisne kiya hamlaa uska jigar kamzor tha
Kafas Udas Hai yaaro, Nayakuddin ko kyon maara
Akhir Mullah hi to hai doosre Mullah ka Sahaara
Aaa Sikander-E-Hunar Aaazmayain
Tu Teer Aaazmaaa, Hum Jigar Aaazmayain
Hamaare paas poore Pakistan ki Qaum hain
Quaid hai aur analcyst-e Hamid Zaid hain
Aapke paas kya bas Jirga e Cheen hain?
aur hindu par war karne waali Psec Qaum hain?
In hi gufaaon mein kabhi hum aur aap chupa karte they
Zam Zam Peekar Mujra dekha karte they
Humare awaaz mein awaaz milakar aap bola karte they
Musharaff is a Kaayar
Aur Hum pe hi chala diya aapne Hell Fire?

Hamse Kare aap Pyar
Izhaar Kisi Aur Se Kare
Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar
Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare



Boetry by Umpayar Saiman Toufwal

12 comments:

  1. Wah! Mulla M.e.D. jou are chupay rustom. Da jeehard should remain
    istrong,hard yand tall, with or
    without Benis dhaga.
    AoA yand salam.

    ReplyDelete
  2. Mast-e-rpiece, Mullah Mahdi!

    Bojitive Boetry Bismillah!

    ReplyDelete
  3. This post has been removed by the author.

    AoA, who deleted what, da boet or the kommenti.

    ReplyDelete
  4. Unhe hamaari rishton ka fikar na tha
    Woh toh wimmens pe fida tha
    Woh jo mera waqif e haal tha
    Phir bhi zalim e bakistan tha

    Hamaari baat kaisay woh mantey
    Hamaari dard kaisay woh jantey
    Woh toh khud fanaa keh safar pay tha
    Unhay rokna bhi mahaal tha

    Woh to Alok ur Uzzman tha
    Jiske dil mein abhi bhi jaan tha
    Nahin to hum kabka mard e Fidayeen hote
    Aur apne saath leh jaate Benis ke woh sikke Khote

    Kafan na dalo hamare chere par
    hamein aadat hai muskurane ki
    Youn zulm na dhaalo hum par
    Humein ummid hain predator maar girane ki

    ReplyDelete
  5. Distinguished Shaayars and Kaayars of BNB

    Bliss not the sharminda this nacheez pekose unlike you stall-warts I yam onlee CTRL C+ CTRL V ing with onlee some modiphications

    ReplyDelete
  6. AoA mulla M.e.D., you think others

    think and write their own boetry?

    Thij eej Shayari in da truly true
    Baki ishtylee.

    Jour modesty has grown some Shak,
    have jou been overtaken by ebil
    Yindoo? Pliss to be klariphying.

    Salam

    ReplyDelete
  7. AoA,
    I brobose that we coll-e-ct all theeje shayaris and make a LMU shayari pook. Bhat do yu say maulanas?

    Baqr

    ReplyDelete
  8. boetry-e-orginal ab khaak hui
    Pook-e-shayari ki ab baat hui
    pirathers-e-plog mulaqaat hui
    bus karo mian, bahut raat hui

    :)

    ReplyDelete
  9. Jab na original hone ki baat hui
    Toh bekar me hawalaat ki raat hui
    Apno par predators ki barsaat hui
    Aisa lag raha hai aye mere bhai
    Ki kisi ne G**d me ghusai ho ek sui

    ReplyDelete
  10. Baqr
    Shaayari Ka Kitab beshak banao
    Kalam se aag beshak uglo
    Kabhi to rutey Mullah to manao
    Kya har Paki nahin hain Gigolo?

    ReplyDelete